• Breaking News

    Alexa rank

    March 06, 2016

    Blog Kya Hai Or isse Kese Bnate hai How to create a free blog

    Aaj to main uske bare main btatane ja rha hu 

    Jo dunia main har koi karna chahta hai ki 

    Uski v koi website ho jis se wo apni koi v

    Chiz ka prmotion kar sake ja website or blog 

    Bna kar us se paisa kma sake aaj ham uske 

    Bare main janenge.

    Blog Kya hai 

    1 blog google ki hi ek saevice hai jiske jriy

    Ham free main apni website bna sakte hai. Ye 

    Ekdam free hai ek v paisa kharach nhi karna

    Padta. Ekdam free 

    Isme future limited hai aap bina hosting liye 

    Free space use kar sakte hain ye maan lo ki  

    Iska sab kuj bina paisa ke paa sakte hain. 

    Blog bnane ke liye apke paas computer ya 

    Smartphone hona jruri hai to chaliye jante he

    Ki blog kese bnaya jata hai.


    BLOG KESE BNAYE FREE ME

    Sabse pehle to apko Blogger.com par jana hai 

    Aab crete new blog par click kar dijiye sign 

    In karne ke baad.

    Fir esi window khulegi. Usme aapne apna blog ki 

    Detail deni hai.
    TITEL- titel main apne apne blog ka head -

    Titel dena hai jis se pta chal sake ki blog 

    Kis topic par hai 

    Adress- isme aapne blog ka adress dena hai 

    Apne blog ke piche blogspot hi lagega jab aap 

    Ka blog bn jayega to aap us ki .com ya other 

    Domain se change kar sakte hain 

    Template- Aake samne templates ah jaengi usme 

    Se koi ek par vlick kar do or apka blog kis 

    Topic par hai fir ussi ke hisab se change kar

    Sakre ho 

    Crete blog- cretae blog par click kar do 

    Blog ban gya 

    BLOG KI OR JANKARI KI BLOG KE BICH KYA HAI-


    Ye pic dekho

    1.Overview -ye blog ka ower view hota hai ki 

    Blog par kitne page view hue or today kitne 

    View. 

    2.Posts-blog ki sari posts hiti hai kitni 

    publish kar di or kitni saved hai 

    3.pages- blog ke pages hai jese about us.

    Contact us .sitemap aadi.

    4.Comments-comment mtlb jese koi comment 

    aporrval karte hai ham vaise ki comment yha

    Se karte hai.Apko nye comment ka yha pta 

    chalega

    5.google plus-Google plus ka to apko pta hi 

    hoga ye google plus account settings hai 

    Share karne ke liye and other.

    6.states- ye v blog ke owerview hi hai ki 

    Visitor kha se aye the kon c country thi or

    Kon sa browser tha or konsa verision android,

    Window
    7.earning- earning matalab paisa kamana aap

    Yha se direct ja ke apne blog par ads lga 

    Sakte hi mtlb apply kar sakte hain.

    8.Comgains- iska  Campaigns is se aap apne 

    Ke liye ad crete kar sakte hain. 
    9.layout- layout blog ka look hota hai i kha

    Par konsi widget add karni hai aap iss se 

    Karte hai. Layout se blog main wo wiget add

    Sakte hain jo template main nhi hota.

    10.tempalates- blog ki look ko bdane ke liye

     ham templates download karte hain. Blog par

    Templates upload karni ho to ham yha se karte 

    Hain or edit or costomize.

    11.setting - blog ki setting hai blog ko 

    Import karna ya delete karna orpost comment 

    Setting or blog main domain add karna 


    ABB AAP SAMAJ HI GYE HONGE KI BLOG KYA HAI OR 

    HAM KESE BNATE HAI BLOG ISKI JANKARI MAINE

    VISTAR SE DI HAI KI ANJAAN LOG ASAANI SE BLOG

    BNA KAR AAPNE SUPNE POORE KRE 

    .POST SHARE KARNA MAT BHUULIYE EK EK SHARE TO

    BANTA HAI FREIND



    2 comments:

    Fashion

    Beauty

    Travel